Ayyaam-e-'Azaadaari
Moharram ul-Haraam 1437 AH -
Audio Clips
Content on this page requires a newer version of Adobe Flash Player.
Wa'az Mubaarak:
Importance of Salawaat on Aal-e-Ibraahim and Aal-e-Mohammad (sa)
Mo'jezah of Imaam uz-Zamaan (as) with Yahoodi and the Birds having Wings with Kalemat ush-Shahaadat (Laa Ilaaha Illallaah, Mohammadun Rasoolullaah, Aliyun Waliyullaah) written on it
19 Things that Rasoolullaah (saws) said to Maulaana Ali Ameer ul-Mumineen (as) which Muminaat should not do and it is declared Unlawful in our Shari'at
Bawaji saheb Maulaa Muqaddas recited the aayat of "Khayr Ummat" and the Hadees "Husainum minni wa Anaa min Husain", Maulaa said that, Today we are remembering those pur-hikmat alfaaz of Bawaji saheb
Ash'aar Mubaarakah:
Da'i ke Rukh pe Mai ne jo ki 'Ishq ki Nazar
Mahsoos ye huwa ye Malak hai nahi Bashar
- Ash'aar - Tasneef Saiyedna saheb (tus)
Moharram ka Mahina hai Maatam ka Mausam
Husain ibn-e-Haydar ki Zikir ad karey Hum
- Bayt - Tasneef Mukaasir saheb (dm)
Tu Zamaane mai Wafaa ka hai Payambar Abbaas
Hai teri Shaan Rasoolo ke Baraabar Abbaas
- Salaam
Jalwa-numaa hai Takht pe Da'wat ke Taajdaar,
Jinke sabab se aayi hai Da'wat me ye Bahaar
- Aqaa Maulaa (tus) & Saiyedna Ali saheb (aq)
Jo Gham-e-Shabbir mai Aah-o-Bukaa karte nahi
Woh kabhi is Zindagi ka Haqq adaa karte nahi
- Salaam
Salaam us par jise Haqq ne Kaamyaab kiya,
Jahaan me Shaah-e-Shaheedaan 'Ataa Khitaab kiya
- Salaam
Koi Husain sa Duniyaa mai Dusara to nahi
Kisi ka Raah-e-khudaa mai yu Ghar luta to nahi
- Salaam
Fikr Majlis ki karo Maah-e-Moharram aa gaya
Bhuke-pyaaso ki Shahaadat ka ye Mausam aa gaya
- Bayt - Audio
Khayr ul-Anaam-e-Mohammadun wa Wasiyohu
Wal Barrat uz-Zahraao wal Hasanaani
- Bayt - Audio (Solo)
Nahi hai isme Shak hoti hai Khaaliq ki Razaa Sab Kuch
Razaa mil jaaye jab Iski to hoti hai 'Ataa Sab Kuch
Jawhar-e-Isaar-e-Abbaas-e-Jari hai Karbalaa
Hawsalah hai Dabdabah hai Roshni hai Karbalaa
Meri Aankho ka Noor hai Aansoo
Zindagi ka Suroor hai Aansoo
Maa se boli Sakinah lipat kar, Kab Madinah Mai jaaungi Maadar
Hai na Baba na Ammu na Akbar, Kab Madinah Mai jaaungi Maadar
- Nauhaa
Hila ke Shaanah ye kehti thi Maa, Ali Akbar
Sahar ka Waqt hai de do Azaan, Ali Akbar
- Nauhaa
Content on this page requires a newer version of Adobe Flash Player.
Copyright © 2015 Alavibohra.org. All rights reserved.